iti ke bad pharma field me job kese paye
Aaj ke time me pharmaceutical industry ITI pass students ke liye ek stable, safe aur growth-oriented career option ban chuki hai. Bahut se ITI students ke mind me ye question hota hai ki “ITI ke baad pharma company me job kaise milegi?”, qualification kya chahiye, aur salary kitni hoti hai?
Is article me hum step-by-step samjhenge ki ITI ke baad pharma field me job kaise paye, kaun-kaun si roles hoti hain, aur kaise aap apna career grow kar sakte ho
Pharma field Kya hota Hai
Is industry mein trained aur discipline wokers ki hamesa demand hoti he isliye ITI students ke liye ye field kafi reliable mani jati hai
ITI ke baad Pharma field ITI student ke liye Kaun best hai
1 table job layoff chances kam
2 clean aur safe working environment
3 kiske sath salary growth
4 India plus foreign job opportunity
5 experience ki high value
Isiliye bahut se ITI student Engineering chhod ke pharma industrial joyn karte he
ITI ke bad Pharma field me kaun kaun si job milti hain?
1 Pharma machine operator
Ye ITI student ke liye Best common job hoti he
1 Liquid filling machine operator
2 capsule filling machine operator
3 Tablet compression machine operator
4 Blister Packing machine operator
Is role me machine operate karna parameters check karna aur production mainten karna hota he
2 production operator Executive
Is job mein
. Production line handle karna
. Output aur quality maintain karna
. Shift coordination
Experience ke sath yah roll senior executive mein convert ho sakta hai
3 paking operator
Fresher ke liye best entry job
1 packing operator
2 training operator
Yah job learning ke liye Hoti Hai salary Se jyada experience per focus karo
3 company ke rules follow karo
Pharma me discipline bahut important hai
1 safety shoes
2 hair cover
3 mask
4 clean uniform
Jo rules follow Karta Hai vahi growth karta he
4 Machine knowledge build karo
Machine ki SOP padho
Senior operator se sikho
Breakdown ka reason samjho
Yah habit aapko valuable employee banati hai
Pharma field me salary kitni hoti ha
Fresher iti student ki salary kitni hoti he
15000 se 20000 se hoti he
Aapko minimum ek hi company mein 3 sal kam karna hai isase kya hoga aapane 3 sal company mein kam Kiya aur aapka salary ₹20000 hai to 3 sal ke andar 3 hajar increment aata Hai to 3 sal ka Kitna hoga to 9000 3 sal ka hota Hai to aapka salary 20000 hai to tin 3 sal ke bad aapka salary 29000 badh jata hai FIR aapko kya karna hai salary badhane ke liye aapko dusri company join karni hogi usse kya hoga aapka salary 29000 hai aur aapane dusri company mein 10000 expectation mangna hai ya nahin aapka salary hua 39000 FIR vahi company mein 2 sal kam karna hai 2 sal ke bad FIR company chhodani hai FIR 10000 expedition rakhna hai isase kya hoga aapka salary 39000 tha FIR aapka salary 50000 Tak jaega yah aapka 5 ya 6 sal ka express hua to 5 ya 6 sal mein aapka salary 50000 Tak jata hai to fir aapko diplo ya degree karne ki jarurat nahin Hai yah Mera manana hai
Ab aapke man mein ek sawal uth raha hai
Kya Pharma company safe hai?
Ji han pharma company mein kam karke aap apni life change kar sakte ho
Aur ek dusri baat
Agar aapko aage padhaai karni hai
Job ke sath sath padai bhai kar sakte he
Agar aapko aage degree ya diploma karna hai to aap part time bhi padh sakte ho
Main samajh sakta hun aapke ghar ki jimmedari aapke ghar ki majburi aapane aage padhaai nahin ki Lekin har nahin Mani hai aapko acchi job milati hai ITI karne ke bad to aap job ke sath sath bhi study kar sakte hain
Asha karta hun aap khush rahe aur apne man baap ka Naam Roshan kariye
Agar aapko aage ka topic Janna hai to mujhe please comment karo
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें